(0:00) Intro

(0:13) Eid ul Azha ke baad dars ka dobara aaghaz

(0:48) Hazrat Ibrahim (AS) ka buton ko torna aur qaum ka unhein aag mein daalne ka plan — mojiza: aag thandi ho gayi

(3:07) Hazrat Ibrahim (AS) ki hijrat aur aulaad ke liye dua

(5:48) Hazrat Ibrahim (AS) ko do beton ki khushkhabri — jaisi qurbani waisa ajr

(8:00) Ilm ki sifat: Hazrat Ishaq (AS)

(9:00) Qurbani ki sifat: Hazrat Ismail (AS)

(10:56) Ghaza ke Musalmano ki azeem qurbani — technology vs qurbani

(12:13) Bani Israel se roohani imamat ka intiqal Hazrat Ismail (AS) ki nasal mein

(13:05) Hazrat Ibrahim (AS) ko Hazrat Ismail (AS) ki qurbani ka khwab kyun dikhaya gaya

(15:11) Hazrat Ibrahim (AS) Khalilullah kaise bane

(16:05) Nabi (SAW) ka farman

(17:41) Masla: kya shariat mein bete ko zabah karna jaiz hai

(19:39) Hazrat Ibrahim (AS) ka bete se mashwara — farmanbardari ko zahir karna

(20:44) Hazrat Ismail (AS) ka hikmat bhara jawab

(22:53) Ulama ka istidlal: bachon ke huqooq aur umar ka lihaaz

(24:18) Hazrat Ibrahim (AS) ka peshani ke bal lita dena

(25:48) Dunya ki sab se badi aazmaish ki misaal

(26:50) Azeem janwar ki qurbani (badla diya jana)

(27:35) Hazrat Ibrahim (AS) ki azmat aur Hazrat Ishaq (AS) ki basharat

(28:57) Ilmi nukat: (1) Hazrat Nooh (AS) ka waqia (2) Dil ki safai ki ahmiyat

(30:15) Allah ke ahkaam ke muqable mein aql ki had

(34:24) Masla: bete ki qurbani ki mannat — Imam Abu Hanifa (RA) ka mauqif

(35:02) Qurbani ka sawab — Eid ul Azha ke 3 din

(35:56) Dua

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

Podden och tillhörande omslagsbild på den här sidan tillhör Mufti Tariq Masood. Innehållet i podden är skapat av Mufti Tariq Masood och inte av, eller tillsammans med, Poddtoppen.